Saray Nabiyon Kay Ohday Bade Hain Laikin Aaqa Ka Mansab Juda Hy Naat Lyrics
Facebook
WhatsApp
Email
Telegram
Saray Nabiyon Kay Ohday Bade Hain Laikin Aaqa Ka Mansab Juda Hy Naat Lyrics
English Lyrics
saaray nabiyo ke ohday barray hain
lekin aaqa ka mansab judda hai
woh imam saf anbia hain
un ka rutba barron se bara hai
koi lafzon se kaisay bta day
un ke rutbey ki had hai to kya hai
hum ne –apne barron se suna hai
sirf Allah un se bara hai
woh jo aik shehar noor kkhuda hai
jalva gaahon ka aik silsila hai
jis ki har subah Shams uzuha hai
jis ki har shaam badar al duja hai
naam jannat ka tum ne suna hai
mein ne is ka nzarah kya hai
mein yahan se tumhe kya bta dun
un ki nagri ki galiyo mein kya hai
mustaqil un ki jo khut ataa ho
mere mabood yeh iltija hai
koi pouchye to yeh keh sakoo mein
baab Jibreel mera pata hai
saaray nabiyo ke ohday barray hain
lekin aaqa ka mansab judda hai
lekin aaqa ka mansab judda hai
woh imam saf anbia hain
un ka rutba barron se bara hai
koi lafzon se kaisay bta day
un ke rutbey ki had hai to kya hai
hum ne –apne barron se suna hai
sirf Allah un se bara hai
woh jo aik shehar noor kkhuda hai
jalva gaahon ka aik silsila hai
jis ki har subah Shams uzuha hai
jis ki har shaam badar al duja hai
naam jannat ka tum ne suna hai
mein ne is ka nzarah kya hai
mein yahan se tumhe kya bta dun
un ki nagri ki galiyo mein kya hai
mustaqil un ki jo khut ataa ho
mere mabood yeh iltija hai
koi pouchye to yeh keh sakoo mein
baab Jibreel mera pata hai
saaray nabiyo ke ohday barray hain
lekin aaqa ka mansab judda hai
Urdu Lyrics
سارے نبیوں کے عہدے بڑے ہیں
لیکن آقا کا منصب جدا ہے
وہ امام صف انبیاء ہیں
ان کا رتبہ بڑوں سے بڑا ہے
کوئی لفظوں سے کیسے بتا دے
ان کے رتبے کی حد ہے تو کیا ہے
ہم نے اپنے بڑوں سے سنا ہے
صرف اللہ ان سے بڑا ہے
وہ جو ایک شہر نور خدا ہے
جلوہ گاہوں کا ایک سلسلہ ہے
جس کی ہر صبح شمس الضحی ہے
جس کی ہر شام بدر الدجا ہے
نام جنت کا تم نے سنا ہے
میں نے اس کا نظارہ کیا ہے
میں یہاں سے تمہیں کیا بتا دوں
ان کی نگری کی گلیوں میں کیا ہے
مستقل ان کی جو کھٹ عطا ہو
میرے معبود یہ التجا ہے
کوئی پوچھے تو یہ کہہ سکوں میں
باب جبریل میرا پتہ ہے
سارے نبیوں کے عہدے بڑے ہیں
لیکن آقا کا منصب جدا ہے
لیکن آقا کا منصب جدا ہے
وہ امام صف انبیاء ہیں
ان کا رتبہ بڑوں سے بڑا ہے
کوئی لفظوں سے کیسے بتا دے
ان کے رتبے کی حد ہے تو کیا ہے
ہم نے اپنے بڑوں سے سنا ہے
صرف اللہ ان سے بڑا ہے
وہ جو ایک شہر نور خدا ہے
جلوہ گاہوں کا ایک سلسلہ ہے
جس کی ہر صبح شمس الضحی ہے
جس کی ہر شام بدر الدجا ہے
نام جنت کا تم نے سنا ہے
میں نے اس کا نظارہ کیا ہے
میں یہاں سے تمہیں کیا بتا دوں
ان کی نگری کی گلیوں میں کیا ہے
مستقل ان کی جو کھٹ عطا ہو
میرے معبود یہ التجا ہے
کوئی پوچھے تو یہ کہہ سکوں میں
باب جبریل میرا پتہ ہے
سارے نبیوں کے عہدے بڑے ہیں
لیکن آقا کا منصب جدا ہے