Jab Karam Hota Hai hallat badal Jaty Hain – Naat lyrics – Owais Raza Qadri
Facebook
WhatsApp
Email
Telegram
Jab Karam Hota Hai hallat badal Jaty Hain – Naat lyrics – Owais Raza Qadri
English Lyrics
gham sabhi raahat o taskeen mein dhal jatay hain
jab karam hota hai halaat badal jatay hain
un ki rehmat hai khata posh gnahgaron ki
ko te sakay sir bazaar bhi chal jatay hain
is mein Ahmed ka wazifa hai har ik gham ka ilaaj
laakh khatray hon isi naam se tal jatay hain
aap sale Allah alaihi valh wasallam ke zikar se ik Kaif mila karta hai
aur jitne bhi hain asaraar woh khil jatay hain
apni aagosh mein le laita hai jab un ka karam
zindagi ke sabhi andaaz badal jatay hain
rakh hi letay hain bharam un ke karam ke sadqy
jab kisi baat pay deewany machal jatay hain
aa parre hain tairay qadmon mein yeh sun kar hum bhi
jo tairay qadmon pay girtay hain sambhal jatay hain
koi dekhe to zara un ki dahai day kar
ishhq Sadiq hon to pathar bhi pighal jatay hain
aap sale Allah alaihi valh wasallam ko kaaba maqsood hi manu Khalid
aap ke dar pay sab armaan nikal jatay hain

Urdu Lyrics
غم سبھی راحت و تسکین میں ڈھل جاتے ہیں
جب کرم ہوتا ہے حالات بدل جاتے ہیں
ان کی رحمت ہے خطا پوش گناہگاروں کی
کو ٹے سکے سر بازار بھی چل جاتے ہیں
اس میں احمد کا وظیفہ ہے ہر اک غم کا علاج
لاکھ خطرے ہوں اسی نام سے ٹل جاتے ہیں
آپ صلی اللہ علیہ والہ وسلم کے ذکر سے اک کیف ملا کرتا ہے
اور جتنے بھی ہیں اسرار وہ کھل جاتے ہیں
اپنی اغوش میں لے لیتا ہے جب ان کا کرم
زندگی کے سبھی انداز بدل جاتے ہیں
رکھ ہی لیتے ہیں بھرم ان کے کرم کے صدقے
جب کسی بات پہ دیوانے مچل جاتے ہیں
آ پڑے ہیں تیرے قدموں میں یہ سن کر ہم بھی
جو تیرے قدموں پہ گرتے ہیں سنبھل جاتے ہیں
کوئی دیکھے تو ذرا ان کی دہائی دے کر
عشق صادق ہوں تو پتھر بھی پگھل جاتے ہیں
آپ صلی اللہ علیہ والہ وسلم کو کعبہ مقصود ہی مانو خالد
آپ کے در پہ سب ارمان نکل جاتے ہیں