Haqeeqat Mein Woh Lutfe Zindagi Paya Nahi Karte Naat Lyrics
Facebook
WhatsApp
Email
Telegram
Haqeeqat Mein Woh Lutfe Zindagi Paya Nahi Karte Naat Lyrics
English Lyrics
Haqeeqat Me Woh Lutfe Zindagi Paya Nehi Karte
Jo Yaad E Mustafa Se Dil Ko Behlaya Nahin Kartay.
Zaban Per Shikwae Ranj O Alam Laya Nahin Karte
Nabi Kay Naam Lewa Gham Say Ghabraya Nahin Karte.
Yeh Darbaar E Mohammad Hai Yahan Apnoon Ka Kiya Kehna
Yahaan Se Hath Khali Gheir Bhi Jaya Nehi Karte.
Are O Na Samaj Qurbaan Hoja Inke Roze Par
Yeh Lamhe Zindagi Me Baar Baar Aya Nehin Karte.
Yeh Hai Darbaar Aqa Ka Yahaan Milta Hei Bemange
Are Nadan Yahaan Daman Ko Phelaya Nehi Karte.
Madinay Jo Bhi Jata Hai, Woh Jholi Bhar Kay Lata Hai
Sakhi Data Hain Khali Haath Lotaya Nahin Kertay.
Mohammad Mustafa Key Bagh Key Sabh Phool Aise Hain
Jo Bepani Ke Tar Rehte Hain Murjaya Nahi Karte.
Nadamat Sath Le Kar Hashr Mein Ae Aasio Jana
Suna Hei Sharm Waloon Ko Woh Sharmaya Nehi Karte.
Jo Unke Damaan E Rehmet Say Wabasta Hai Ae Hamid,
Kisi Kay Samnay Woh Haath Phelaya Nehi Karte.

Urdu Lyrics
حقیقت میں وہ لطف زندگی پایا نہیں کرتے
جو یاد مصطفی سے دل کو بلایا نہیں کرتے
زباں پر شکوہ رنج و الم لایا نہیں کرتے
نبی کے نام لیوا غم سے گھبرایا نہیں کرتے
یہ دربار محمد ہے یہاں ملتا ہے بے مانگے
ارے ناداں یہاں دامن کو پھیلایا نہیں کرتے
ارے او نا سمجھ قرباں ہو جا ان کے روزے پر
یہ لمحے زندگی میں بار بار آیا نہیں کرتے
یہ دربار محمد ہے یہاں اپنوں کا کیا کہنا
یہاں سے ہاتھ خا لی غیر بھی جایا نہیں کرتے
محمد مصطفی کے باغ کے سب پھول ایسے ہیں
جو بن پانی کے تر رہتے ہیں مرجایا نہیں کرتے