Kabay Kay Dar Kay Samnay
Facebook
WhatsApp
Email
Telegram
Kabay Kay Dar Kay Samnay
English Lyrics
kaabay ke dar ke samnay mangi hai yeh dua
faqat hathon mein hashar tak rahay daman mustafa
faqat apne karam se ae khuda ishq rasool kar ataa
aakhri dam labon pay ho salle Alaa sada
faqat nazaa ke waqt jab meri saanson mein inteshaar ho
meri nazar ke samnay gunbad ho woh hara
faqat tayyiba ki sair ko chalein qadmon mein un ke jaan den
dafan hon un ke shehar mein hai yahi iltija
faqat duniya ki saari naematain meri nazar mein heech hon
rakhnay ko sir pay gir miley nalain e mustafa ?
faqat munkir nakeer qabar mein hum se sawal jab karen
aisay mein vird hum rakhen aap ke naam ka
faqat naat rasool pak hai nazmi ka maqsad
hayaat aakhri dam labon pay ho sarkar ki Sana faqat

Urdu Lyrics
کعبے کے در کے سامنے مانگی ہے یہ دعا
فقط ہاتھوں میں حشر تک رہے دامن مصطفی ﷺ
فقط اپنے کرم سے اے خدا عشق رسول کر عطا
آخری دم لبوں پہ ہو صل علی صدا
فقط نزع کے وقت جب میری سانسوں میں انتشار ہو
میری نظر کے سامنے گنبد ہو وہ ہرا
فقط طیبہ کی سیر کو چلیں قدموں میں ان کے جان دیں
دفن ہوں ان کے شہر میں ہے یہی التجا
فقط دنیا کی ساری نعمتیں میری نظر میں ہیچ ہوں
رکھنے کو سر پہ گر ملے نلینم مصطفی ﷺ
فقط منکر نکیر قبر میں ہم سے سوال جب کریں
ایسے میں ورد ہم رکھیں آپ ﷺکے نام کا
فقط نعت رسول پاک ہے نظمی کا مقصد
حیات آخری دم لبوں پہ ہو سرکارﷺ کی ثنا فقط