hai aamad mere aaqa ki nazare muskuratay hain – New Naat
Facebook
WhatsApp
Email
Telegram
hai aamad mere aaqa ki nazare muskuratay hain – New Naat
English Lyrics
marhaba marhaba aamad mustafa marhaba marhaba aamad mustafa
hai aamad mere aaqa ki nazare muskuratay hain
nigehain bawazo kar lo mere sarkar atay hain

wiladat ki ghari aayi bahhar ab joom kar chhai
woh dekho aagaye aaqa deewany dhoom machate hain
jo dekha is ne Yousuf ko to apni ungelian kaati
jo aaqa dekh len tum ko woh –apne sir ko kataate hain
woh ban mangay hi bhar dete hain jholi be nawabon ki
kuch aisay –apne mnton se mere aaqa nibhate hain
nahi yeh kaam doulat ka nahi yeh kaam shohrat ka
jinhein blwaya aaka ne wohi tayyiba ko jatay hain

Urdu Lyrics
مرحبا مرحبا آمد مصطفی مرحبا مرحبا آمد مصطفی
ہے آمد میرے آقا کی نظارے مسکراتے ہیں
نگاہیں باوضو کر لو میرے سرکار آتے ہیں
ہے آمد میرے آقا کی نظارے مسکراتے ہیں
ولادت کی گھڑی آئی بہار اب جوم کر چھائی
وہ دیکھو آگئے آقا دیوانے دھوم مچاتے ہیں
جو دیکھا اس نے یوسف کو تو اپنی انگلیاں کاٹی
جو آقا دیکھ لیں تم کو وہ اپنے سر کو کٹاتے ہیں
وہ بن مانگے ہی بھر دیتے ہیں جھولی بے نوابوں کی
کچھ ایسے اپنے منتوں سے میرے آقا نبھاتے ہیں
نہیں یہ کام دولت کا نہیں یہ کام شہرت کا
جنہیں بلوایا اقا نے وہی طیبہ کو جاتے ہیں