Rok Haiti Hai Aap Ki Nisbat Teer Jitne Bhi Hum Pay Chaltay Hain – Naat
Facebook
WhatsApp
Email
Telegram
Rok Haiti Hai Aap Ki Nisbat Teer Jitne Bhi Hum Pay Chaltay Hain – Naat
English Lyrics
rokkk layti hai aap ki nisbat teer jitne bhi hum pay chaltay hain
yeh karam hai huzoor ka hum pay, anay walay azaab taltay hain
apni auqaat sirf itni hai kuch nahi baat sirf itni hai
kal bhi tukron pay un ke paltaay thay ab bhi tukron pay un ke paltaay hain
woh samajte hain buliyan sab ki wohi bhartay hain jholyan sab ki
ao bazaar Mustafa ﷺ ko chalein khote sakay wahein pay chaltay hain ,
ab koi kya hamein giraye ga har sahara gilaay lagaye ga
hum ne khud ko gira diya hai wahan, girnay walay jahan sambhalte hain
dil ki hasrat woh poori farmaen is terhan tayyiba mujh ko blwayin
mere murshid yeh mujh se farmaen ao tayyiba nagar ko chaltay hain
un ke darbaar ke ujalay ki rafatain hain be nihaan Khalid
yeh ujalay kabhi nah simtain ge yeh woh Sooraj nahi jo dhalte hain

Urdu Lyrics
روک لیتی ہے آپ کی نسبت تیر جتنے بھی ہم پہ چلتے ہیں
یہ کرم ہے حضور کا ہم پہ، آنے والے عذاب ٹلتے ہیں
اپنی اوقات صرف اتنی ہے کچھ نہیں بات صرف اتنی ہے
کل بھی ٹکڑوں پہ ان کے پلتے تھے اب بھی ٹکڑوں پہ ان کے پلتے ہیں
وہ سمجھتے ہیں بولیاں سب کی وہی بھرتے ہیں جھولیاں سب کی
آو بازار مصطفیﷺ کو چلیں کھوٹے سکے وہیں پہ چلتے ہیں،
اب کوئی کیا ہمیں گرائے گا ہر سہارا گلے لگائے گا
ہم نے خود کو گرا دیا ہے وہاں، گرنے والے جہاں سنبھلتے ہیں
دل کی حسرت وہ پوری فرمائیں اس طرح طیبہ مجھ کو بلوائیں
میرے مرشد یہ مجھ سے فرمائیں آو طیبہ نگر کو چلتے ہیں
ان کے دربار کے اجالے کی ر فعتیں ہیں بے نہاں خالد
یہ اجالے کبھی نہ سمٹیں گے یہ وہ سورج نہیں جو ڈھلتے ہیں